WAP Groups
Download Free Apps & Games @ PHONEKY.com

SIMRANWORLD - Topics
Create Your Own App Store

* SIMRANWORLD > Topics


Subject: **EID UL AZHA**
Replies: 12 Views: 654

arkofnuh 11.11.10 - 10:46am
Eid ul azha qurbani or esar ka jazba? *

aliya007 11.11.10 - 11:22am
EID-UL-AZHA ASAL MA ESSAR KA JAZBA HE HA. KIYO KE JAB TAK DIL MA ESSAR KA JAZBA NA HO OR APNI SUB SE PIAYRI CHEEZ KHUDA KI RAH MA DENA KA AZM NA HO INSAN KE DIL MA US WAQT TAK WO QURBANI DE HE NAHI SAKTA. IS HE ESSAR KE JAZBA SE HE WO QURBANI DETA HA. *

muneeba 11.11.10 - 02:39pm
ALLAH! her muslman ki qurbani ko qobol farmaye. Pray.GIF *

rimmsha 11.11.10 - 03:39pm
ADVANCE HAPPY EID MUBARAK Rose.GIF *

govinda8 11.11.10 - 03:51pm
sb pakistani bhaiyo ko EIDMUBARK. *

sazeena 11.11.10 - 04:47pm
EID.UL,AZHA hum sub ko isaar ke sath sath khuda ki hr hal ma farmabardari or tabadari ka dars bhi deti ha. jesa ke hazrat ibrahim a.s ne khuda ke hukm pe tabadari or farmabardari ka bemisal muzhaira krta hoya apna aziz,az,jan beta hazrat ismail a.s ko khuda ki raah qurban krna ka faisla kr ke kiya. khuda hum sub ko unka naqsh,e,qadam pe chalna ki tofeeq ata farmaye ameen. *

sazeena 11.11.10 - 04:49pm
(Ameen)Pray.GIF *

sabhia 11.11.10 - 06:55pm
BOHAT ACHA TOPIC BANAYA HA AP NE ARKO BHAI. *

sabhia 11.11.10 - 06:57pm
SIMRANWORLD KE SUB HE MEMBERS KO EID-UL-AZHA KI DILI MUBARKBAD. *

sabhia 11.11.10 - 07:15pm
esar,mohabat,ke mila jula jazba ka name ha eid-ul-azha. kiyo ke kaha gaya ha ke wesa to jo bhi qurbani ki jaye dil se wo bargah-e-illahi ma zror qubol hoti ha magr us qurbani ka sawab or ajr ziada jis ma ap qurbani ke janwar ko khud palta han. or uski khud dekh bhal krta han yaha tak ke qurbani ka din a pohnchta ha. us waqt tak apko us janwar se mohabat ho chuki hoti ha or ye waqt hota ha esar ka, or khuda ki us shrt ko pora krna ka ke qurban kro wo cheez jo tum ko sub se ziada azeez ha. us waqt ahkam-e-khudawandi ko pora krna ke liye ap jab us janwar ko khuda ke ahkam ki tameel ma qurban krta han to khuda ke nazdik wo qurbani ziada afzal ha jis ma esar bhi hai mohabat bhi, or qurbani ka jazba bhi. *

arkofnuh 12.11.10 - 10:52am
Zara gour karain, SAAL ka pehla mahina b QURBANI or akhiri mahina bi QURBANI. Woh bi 10 TARIKH ko yeh bi 10 TARIKH ko. Unpy b DROOD inpy b DROOD. Woh bi NABI KA LAAL yeh b NABI KA LAAL. Unki YAAD b manaty hyn inki YAAD bi manaty hy. Woh ZEBH e AZEEM yeh SHAHEED e AZEEM. Unho ne KHAWAB nibhaya inho ne WADA e TEEFLI nibhaya. Woh SABAR ki IBTEDA yeh SABAR ki INTEHA. Woh kA'ABA ke banane wale yeh kA'ABA ko bachane wale. *

1stdon 12.11.10 - 05:30pm
koi shak nahi ke hazrat ibraheem ki qurbanio se jo silsila chala tha wo hazrat ali ki qurbanio tak chala or aj bhi jari o sari ha, mola hum ko himat da ke is silsila ko yohi jari rakhey hum ta qaiyamat tak. *


* Reply
* SIMRANWORLD Forum


Search:
topics replies


* SIMRANWORLD

Create Your Own App Store

topTop
groupsGroups
mainProdigits

Custom Search


Create Your Own App Store