WAP Groups
Download Free Apps & Games @ PHONEKY.com

SIMRANWORLD - Topics
Create Your Own App Store

* SIMRANWORLD > Topics


Subject: SHADI.COM
Replies: 811 Views: 18116
6-<< 2-< 1-> 7->>

zakkhan 16.10.10 - 07:41am
run.GIF

bhaog yahan se ek to milti nahi

ise 8 8 chahiye *

ladli 16.10.10 - 09:10am
Nilu ap apna lye rishta dhond rha ho ya apni film ke lye koy heroien? Hehe.GIF *

umairra 16.10.10 - 09:44am
Yar ladli jo khobia mr.nilu apna ap ma bata raha han us hisab se to ye khud he kisi film ki heroun ban sakta han Gigglez.GIF *

waseem.1 16.10.10 - 06:21pm
Magar wo film sirf peshawar mai he chal saka gi or wahi hit hogi hahahaha Laugh.GIF *

1nilu42u 17.10.10 - 03:53am
mere pyare dosto mai to apne liye rishta dhund raha hu ek sidhi sadhi ladki ka na koi heroin apni film ke liye waise.... *

1nilu42u 17.10.10 - 04:03am
to hame heroin jaisi ladki chahiye kash mil jaye hame kahi na kahi to hogi dhund ke do na mere pyare dosto. *

zakkhan 17.10.10 - 06:34am
Address deta hon jakar dekh lo.
Band gali ka akhri mod *

gadha 17.10.10 - 01:32pm
STREET 9211 HOUSE 420 FRAUD NAGAR CHEETINGISTAN. *

zakkhan 17.10.10 - 01:41pm
Maine to sirf hint diya tha.
Lekin bhai sahab ne pura address bata diya *

alshujah 17.10.10 - 02:47pm
Nilu hy na yar fiker nt..sodan main 3 bar malka-e-hussan ki award jeet chuki hy g.....bas ab ap ki talash khatam lol hahaha *

unzila 17.10.10 - 05:55pm
yar59Gr8G6.gif *

1nilu42u 18.10.10 - 02:07am
zak ji apne jo pata diya tha us pate par ham gaye the par lakdi itni khuburat aur pari thi usne hame napasand kar diya *

1nilu42u 18.10.10 - 02:11am
gadha ji apne bhi jo pata hame diya tha us pate par ham gaye the magar ladki wale bahut jyada dahej de rahe the........ *

1nilu42u 18.10.10 - 02:14am
.....isiliye hamne us ladki ko reject kar diya ham aapse mafi mangte hai kyoki aapka rishta hamne reject kiya........... *

1nilu42u 18.10.10 - 02:17am
alshujah aap malka-e-hussan ke award jit chuki ho to isse ham ye andaja laga sakte hai ki aap kitni khubsurat ho par.... *

1nilu42u 18.10.10 - 02:22am
....aapne hame reject kiya to ham marr hi jayenge ji pehle hi aapke hussn ne aadha mar dala hai ji aur ab aap........ *

alshujah 18.10.10 - 07:40am
ary nilu ham nahi yar...kia to larki hy jo ham tumhy reject na kary...haa agar tum larki hoti to ham zaror ap k bary main sochty hahahahahaaaa *

zakkhan 18.10.10 - 08:06am
haha

missundersatnding


*

sazeena 18.10.10 - 10:15am
Confused.GIF *

gadha 18.10.10 - 04:15pm
Sazeena ji ye apka cahra pe perashani ka saz kio baj raha hai? Haha.GIF khush raha kray meri trha.. Happy.GIF Swing.GIF *

unzila 18.10.10 - 07:36pm
Gadha saze3ena ke saaz ki awaz badi jaldi sun leta ho tum? hehehehe (Hehehe) *

unzila 18.10.10 - 07:37pm
Gadha sazeena ke saaz ki awaz badi jaldi sun leta ho tum? hehehehe (Hehehe) *

mehkar 18.10.10 - 11:58pm
unzila sazeena saaz bhi bajati ha? konsa saaz bajati ha? guttar ya dhool? hahahah *

zakkhan 19.10.10 - 09:15am
kisi ki shaadi hui ki nahi

kuch party sharty ho jaye
*

sazeena 19.10.10 - 10:06am
yar mehk yha to kch bjana ka moqa he nahi mil raha ha. bada arman ha ke ye shadi ka topic ha kisi ki to shadi ho? phir ma bajayo gi magr dhol nahi dholki bajayo gi. hehehe *

sabhia 19.10.10 - 05:10pm
hehehe yar sazeena ek idea aya ha mera zehn ma. *

sabhia 19.10.10 - 05:12pm
suchi muchi ki shadi nahi ho rahi to jhoti moti ki shadi kr leta han yaha? jesa guda gudia ki shadi krta han? *

sabhia 19.10.10 - 05:14pm
Yaha se ek ladka leta han or ek ladki leta han or un dono ki jhoti moti ki shadi kr deta han? hehehe hehe.GIF *

sabhia 19.10.10 - 05:17pm
Phir us ma khob hla gula kra ga or party kra ga? kesa idea ha? Happy2.GIF *

sanobar 19.10.10 - 07:54pm
WOWwww...Wow.GIF... kya zbr10 Idia ha yar...Happy.GIF *

sanobar 19.10.10 - 07:57pm
Or mehndi bhi kra ga or mayu or ubtan bhi.. shadi ke geet bhi hona cahiye.. maza aye ga yar waqi sahi kaha Hurray.GIF *

zakkhan 19.10.10 - 08:04pm
To phir kis ka bandbaza bajne wala hai *

1nilu42u 19.10.10 - 08:44pm
ham aap logo se kehte hai please hamara band mat bajana ji...... *

aliya007 20.10.10 - 11:21am
To first kon arha ha farzi dulha bana ko? Searching.GIF *

aliya007 20.10.10 - 11:22am
Searching.GIF *

1stdon 20.10.10 - 11:27am
Pehla ye btao dulhan konsi hogi? *

aliya007 20.10.10 - 11:30am
Dulhun koyi bhi ho ap ke kiye irada han? Hehe.GIF *

1stdon 20.10.10 - 11:33am
Mera iraday to bohat khtrnak hain yaha bta dia to ban he na hojao? Haha.GIF hahahah *

aliya007 20.10.10 - 11:35am
Acha? phir to mushkil he ha ke koyi ladki apka sath shadi krna ka risk le? caha farzi he sahi. hehehehe *

1stdon 20.10.10 - 11:38am
Uff ghalti hogai jo yha pehla he bta dia Banghead.GIF pata nahi mujhe apni zaban pe control kio nhi rahta? *

aliya007 20.10.10 - 11:40am
zaban pe nahi finger pe control nahi rhta apko. hehehehe *

1stdon 20.10.10 - 11:42am
fingers pe bh nhi thumbs pe cont nhi rhta mujh ko. *

aliya007 20.10.10 - 11:45am
Ma samjhi pc se online han ap? mujhe nahi pata tha ke ap mobile use kr raha han. *

1stdon 20.10.10 - 11:48am
ok to phir btaye na ke agr mai khud ko paish kro is naik kam ke lia to meri dulhun kon bna gi? *

aliya007 20.10.10 - 11:51am
Ab ye to dekhna pada ga ke kon ha is group ma itni jidar ladki jo ap ke irada jana ke bawajod ye risk le saka? hehehe Hehe.GIF *

aliya007 20.10.10 - 11:54am
Khair kuch krta han apka liye. agar koyi na mili to humara pas asa kamo ke liye ek gadha bhi ha usko lal joda pehna ke or lal bada sa dupata udha ke usko he bana da ga apki dulhan? hehehehe *

1stdon 20.10.10 - 11:56am
WO GADHAAA? Run.GIF *

sazeena 20.10.10 - 01:36pm
GREAT idea alia Hehe.GIF wesa gadha dulhan ban ke kesa laga ga na? Hehe.GIF *

zakkhan 20.10.10 - 02:38pm
abhi tak koi nahi mila *

areesha 20.10.10 - 08:07pm
Mil jata to dhoolky na baj rahi hoti yaha? hehehe Hehe.GIF *

6-<< 2-< 1-> 7->>


* Reply
* SIMRANWORLD Forum


Search:
topics replies


* SIMRANWORLD

Create Your Own App Store

topTop
groupsGroups
mainProdigits

Custom Search


Create Your Own App Store