WAP Groups
Download Free Apps & Games @ PHONEKY.com

SIMRANWORLD - Topics
Create Your Own App Store

* SIMRANWORLD > Topics


Subject: DARD
Replies: 64 Views: 1526
6-<< 2-<

zobaria 4.09.10 - 07:19pm
Teri hayat ka her lamha shadma guzra .... bahar sajda kra to jaha se guzra *

zobaria 4.09.10 - 07:25pm
hum ko un se wafa ki hai umeed. .... jo nahi janta wafa kia hai *

zobaria 4.09.10 - 07:27pm
yu he moasm ki ada dekh ke yad aya... kis qadar jald badal jata hain insan janaa *

zobaria 4.09.10 - 07:33pm
Tumhari ik yehi adat perashan hum ko rakhti hai...... Nazar mai a tou jata ho samana bhol jata ho......... Tumhara hath mai aksar gullabi phol dekha hain........ Humari raah mai aksar bichana bhol jata ho............ Souna hai tum hathaili per humara naam likhta ho................ magur jab ham se milta ho dikhana bhol jata ho..... *

raima 5.09.10 - 10:13am
hmm nice sharing zobi. khas tor pe last shar ka to jawab nahi. ma ne foren apni diary ma utar liya ha ye spacial shar. *

1stdon 5.09.10 - 07:27pm
Aahhhhh! zobaria kitna dard bhra hai tumhara sina mai, lagta hai sara jaha ka dard tumhara dil mai hai Sad.GIF *

savaira 6.09.10 - 04:31pm
Dill ki tusali ke wasta wada to kijia @ hum janta han ap se aya na jaye ga. *

1stdon 6.09.10 - 05:13pm
Apki tasali ke wasta aa to jaye hum--- magr apka abba aa gaye to hum se bhaga na jaye ga *

gadha 6.09.10 - 09:30pm
Wah wah wah wah wah kya shayry ki ap ne janu. aesi shayry to muj jaisa gadha bhi nhi kr skta. *

mah.rukh 7.09.10 - 10:13am
Asa tota ha tamanao ka pindaar ke bus!!! dil ne jhaila hain muhabat ma wo azaar ke bus!!! ek jhonka ma zamana mera hatho se gaye!!!is qadar tez howi wakt ki raftar ke bus!!! to kabhi hum ko rakh ke to dekho bazaar ke beech!!! is tarha tot ke aye ga kharidar ke bus!!! *

6-<< 2-<


* Reply
* SIMRANWORLD Forum


Search:
topics replies


* SIMRANWORLD

Create Your Own App Store

topTop
groupsGroups
mainProdigits

Custom Search


Create Your Own App Store